Love Shayari : Aankho Ko Kasam Di So Jane Ki
Love Shayari : Aankho Ko Kasam Di So Jane Ki
![]() |
Love Shayari |
Mujhsa Nagma Na Kahin Suna Hoga,
Aashiq Toh Kayi Honge Jahan Me Magar,
Mujhsa Chahne Wala Na Kahin Hoga,
Tumhein Khusi Dene Ki Khatir Tujh Se Dil Laga Baithe,
Armaa Na Tha Mohabbat Ka Tujh Se Mohabbat Kar Baithe.
Dil Ka Rishta Hai Hamara,
Dil Ke Kone Me Naam Hai Tumhara,
Har Yaad Me Hai Chehra Tumhara,
Hum Sath Nahi To Kya Hua,
Zindagi Bhar Pyar Nibhane Ka Wada Hai Hamara.
Kaash Aisa Ho Ki Tumko Tumse Chura Loon,
Waqt Ko Rok Kar Waqt Se Ek Din Chura Loon,
Tum Paas Ho To Is Raat Se Ek Raat Chura Loon,
Tum Saath Ho To Is Jahan Se Ye Jahan Chura Loon.
Kosish Bahut Ki Dil Ko Samjhne Ki,
Aankho Ko Kasam Di So Jane Ki,
Bahut Samjhaya Phir Bhi Aankhe Nahi Soyi,
Soyi Tab Jab Maine Baat Ki Aapke Khawabo Me Aane Ki.
No comments